HOW TO CHECK BIJLI BILL ONLINE BIHAR

HOW TO CHECK BIJLI BILL ONLINE BIHAR

Dosto aaj ki is post mein  hum ap loho ko batane vala hoon aap online bijli bil kaise chaeck kar sakte hai

Agar aap bihar state se hai aur aap apna bijli bill download karna chahte hai ya aap apna bijli bill check karna chahte hai aap ko 1 mahina mein kitna bill aa rha hai  to aap mere ye video dekh sakte hai  jayada infromation ke liye

To chaliye hum aap ko bata dete hai aap bihar state ka bijli bill kaise check kar sakte hai yani NBPDCL ka
To sabse pehle aap ko NBPDCL ke website par jana hoga NBPDCL website ka link jum aap ko niche mein de diye hai  to aap link par click kar ke NBPDCL ke website par visirt kar sakte hai
WEBSITE LINK CLICKE  HERE 


bijli bill check setp by steps
Website par vist karne ke baad aap seउपभोक्ता संख्या dalne ko bolega to aap apna Consumer id dal dijiye agar aap ko pata nahi hai Consumer id kaha par hota hai to aap apna bijli bill check kijiye aap ko sabhi na to kabhi bijli bill mila hi hoga ap us par check kijiye likha hoga Consumer id to aap wahi Consumer id type kar dijiye aur submit kar click kijiye use baad aap ka bill opne ho jayega useke baad aap viwes bill par click kijiye aap ka bill download ho jayega aur aap niche ki aor dekhiye aap ko kitna bill aaya hai

To dosto aasa karte hai hai aap samjh gaye honge bihar ka bijli bill kaise check karte hai
thank you mere website par visite karne ke liye

3 thoughts on “HOW TO CHECK BIJLI BILL ONLINE BIHAR”

Leave a Comment