Doston aaj ki is post Mein Ham aapko batane Wale Hain aap apne mobile mein video wallpaper kaise laga sakte hain doston ham log apne mobile mein 3D wallpaper Lagate Hain 4K wallpaper Lagate Hain per Kabhi video wallpaper Nahin Lagate Hain per Chaliye Aaj ham log janenge mobile mein video wallpaper Kaise lagaen
Video Wallpaper
Doston main aapki Jankari ke liye Bata Dun abhi Jise application ke bare mein Ham Baat Karne Wale Hain vah application bilkul free hai aap apne mobile mein free video wallpaper Laga sakte hain iske liye aapko Kisi bhi application ko Paisa Nahin dena hai to Chaliye Jante Hain free mein video wallpaper Kaise lagaen
Mobile Wallpaper
Doston sabse pahle aapko apne phone mein ek application download karna hai Jise app ka name hai Live Video Wallpaper aap is application ko Play Store se download kar sakte hain ya ISI post Ke Niche mein Main link de diya hun vahan se bhi download kar sakte hain
Doston application download kar lene ke bad sabse pahle aapko application open karna hai

Uske bad aapse Jo permission mangega aap usko allow kar dijiyega

Uske bad aapko menu ke button Mein click karna hai

Aur video wallpaper settings Mein click karna hai

Vahan per aapke Ek option dikhega video wallpaper with sound to aap usko on kar dijiye

Aur vahan se back Ho jaaiye
Ab aapko import from gallery Mein click karna hai aur jo video aap download ki hai aap usko select Kar Lijiye

Video select karne ke bad niche main aapko Ek option dikhega set wallpaper

To aap use per click kar dijiye aur vahan se back Ho jaaiye

Ab aap dekhiae aapke mobile mein video wallpaper Lag Gaya hoga audio ke sath
Doston ISI tarike se aap apne mobile mein video wallpaper Laga sakte hain bilkul free mein agar aapko yah Jankari Achcha laga hai to aap is post ko Apne doston ke sath share Kijiye agar aap is post ko Apne WhatsApp group mein share Karenge To Ham aapko ₹10 ka Paytm kaise denge Paytm number comment Karen