Hey guys is post mein maine aap ko bataya hai. Aap apne mobile me notification flash light ko kaise on kar sakte hai,
To guys chaliye hum aap ko pehle bata dete hai, notification flash light hota kya hai, to guys dekhiye jab koi incoming call ya incoming sms aayega to aap ke mobile flash light blink hona start ho jayega jo. Jo dekhne me bahut achha lagata hai
To chaliye main aap ko batata hoon aap is settings ko kaise enable kar sakte hai. Jab koi call ya sms aayega to aap ke mobile me bhi flash light blink hona start ho jayega. To Guys sabse pehle aap ko ek application download karna hoga jis application ka naam hai, NZ Alerts To Aap Iss Application Ko download kar lijiye. Download link mil jaayega aap ko iss post ke niche
To guys application download kar lene ke baad jab aap is application ko open karnge to aap se kuch permission mangega to aap use allow kar dijiye ga us ke baad start kar button me click kar ke incoming call and incoming sms ko enable kar dijiye air is application se back ho jaiye. Us ke baad jab bhi aap ko call sms aayega to aap ka notification light jalne lagega