PUBG Mobile Duniya Bhar Me Aur Bharat Me Sabse Famous Battle Royal Game Me Se Ek Hai. Lekin, PUBG Mobile Le Liye Jarurat Hai Ki Players Ke Pas Ek High RAM Wala Phone Ho. Lekin India Me, Bahot Log Abhi Bhi Old Devices Ya Budget Wale Devices Use Kar Rahe Hai, Jiski Wajah Se Wo Log Game Nahi Khel Pate. Isliye Tencent Games Ne PUBG Mobile Lite Ko Develop Kiya Hain Taki Jiske Mobile Me 1 GB Ya 2 GB RAM Ho Wo Bhi Log Pubg Ko Ko Khel Sake Is Liye Pubg Mobile Ko Graphics Items Kam Kar Ke Pubg Mobile Lite Ko Lunch Kiye Hai
Yeh Game 26 July Ko India Me Available Karai Gai Thi, Aur Tab Se Google Play Store Par 10 Million Se Bhi Jyada Download Ke Sath Number 1 Position Ka Dawa Kiya Hai.
Aaj Hum Compare Karege Ki Kaise PUBG Mobile Aur PUBG Mobile Lite Dono Ek Dusre Se Alag Hai.
1) PUBG Mobile VS PUBG Mobile Lite:
Maps And Servers
PUBG Mobile Par Khelne Ke Bad PUBG Mobile Lite Khelte Samay Jyadatar Players Notice Karte Hai, Wo Hai Maps Ki Availability. PUBG Mobile Me 4 Maps Hai- Erangel, Miramar, Sanhok Aur Vikendi Hai. And PUBG Mobile Lite Me Only 2 Maps Hai: Classic Mode Me Erangel Aur Acrade Mode Me War.
2) PUBG Mobile vs PUBG Mobile Lite:
Total Players
PUBG Mobile Me Per Match 100 Players Ka Ek Player Cap Hota Hai, Jise Match Shuru Karne Ki Avashyakta Hoti Hai. Lekin, PUBG Mobile Lite Me 40 Players Ka Ek Chota Player Cap Hai, Jiski India Me Release Ke Sath Per Match 60 Players Tak Increase Kar Diya Hai.
3) PUBG Mobile vs PUBG Mobile Lite:
Royale Pass vs Winner Pass
PUBG Mobile Ne Apne Mobile Me Launch Ke Satg Royal Pass Ko Players Le Liye Khelte Waqt Extra Maza Prapt Karne Ka Ek Tarika Pesh Kiya.
PUBG Mobile Lite Ne Winner Pass Ke Sath Apne Players Ko Bhi PUBG Mobile Jaisa Ek Saman Experience Dene Ki Koshish Ki Hai. Dono Ke Bich Ek Matra Difference Name Aur Fact Hai Ki Winner Pass Jyada Fastly Rewards Dega Aur Yeh Ek Mahine Ke Andar Khatam Ho Jayega. Company Ne Jo Plans Banaye Hai, Uske Aadhar Par Royal Pass Jyada Samay Tak Chalegi.
4) PUBG Mobile Vs PUBG Mobile Lite:
Requirements
PUBG Mobile Ko Chalane Ke Liye Minimum Requirement, Kam Se Kam 2GB Ram Aur Lagbhag 2 GB Free Storage Ki Sath Android 4.3+ Ki Jarurat Hoti Hai.
PUBG Mobile Lite Ko Khelene Ke Liye Koi Bhi Minimun Requirement Ki Jarurat Nahi Hoti Hai. Yeh Game Kisi Bhi Low Ram Based Devices Me Kam Kar Sakta Hai.
5) PUBG Mobile vs PUBG Mobile Lite:
Graphics
PUBG Mobile Aur PUBG Mobile Lite Dono Bhi Unreal Engine 4 Dwara Develop Kiye Gaye Hai. Lekin Isse Ye Sabidha Nahi Hota Ki Dono Ke Graphics Same Ho. PUBG Mobile Lite Ke Graphics PUBG Mobile Ke Graphics Se Bahot Low Hai. Is Wajah Se PUBG Lite Kisi Bhi Devices Me Smoothly Kam Kar Jata Hai Bina Kisi Lag Ke.
Apko Inn Dono Games Mese Komsa Game Jyada Pasand Hai Hume Comment Box Me Jarur Bataye.
Agar Apko Aise Hi Gamings Ki Updates Chahiye Ho To Ap Website Se Jude Rahiye.
Thanks For Reading.
