Doston is post Mein Main aapko batane wala hun aap apne wallpaper Mein video Kaise set kar sakte hain agar aap Janna chahte hain toh aap is post ko pura read kijiye
Dosto video wallpaper set karne ke liye sabse pahle aapko Ek application download karna padega Jiska Naam Hai video live wallpaper to aap is application ko Google Play Store se download kar sakte hain waise main is application ka direct download link isi post ke niche main de diya hun toh aap link par click Karke is application ko apne mobile mein download kar sakte hain
Toh dosto application ko install Karne ke baad jab open Karenge to aapko sabse pahle Kuchh permission ko allow karna hai allow karne ke bad aapko sabse pahle Apne Gallery se ek video select karna hai Jis video ko aap apne lock screen and home screen wallpaper Mein Lagana Chahte Hain video select karne ke ke bad sound enable kar dena hai aur aapko set wallpaper Mein click karna hai uske bad aap ko preview dikh jayega toh aap set wallpaper mein click kar dijiye Uske bad aap ka wallpaper set ho jaega As video
To Dosto agar aap yah Jankari Pasand Aaye Hain To aap is post ko Apne doston ke sath share kijiye Aur aap Hamare YouTube channel ko subscribe bhi kijiye thank you
App Download Link
Fgfd
M
Sachin pagare
Hii
Hii
Hello