What is virtual space || How To Use Virtual Space

Hey everyone 
Aaj hum log janenge virtual space kya हैं aur is ka kya kam हैं ok

To guys pehle hum लोग jan lete hai virtual space kya hai ok
To guys main aap logo ko bata du virtual space ka matlab kya hai to guys virtual means 2nd yani koi dusra chiz aur space means jagah hai is kam matlab hua ek dusra jagah jaha aap kuch bhi kam kar sakte hai apne mobile me
Aap ka ek mobile to hai hi is me aap game khelte ho WhatsApp use karte ho YouTube videos dekhte ho call karte ho etc…
Lekin aap ek mobile me ek hi WhatsApp chala sakte ho ek hi game khel sakte ho (jaise aap ek hi id se pubg khel sakte ho) agar dusra id se khelna hai to pehle wale ko log out karna hoga lekin ye acha nahi lagata
To is liye aap virtual sapce se ek mobile me 2 WhatsApp use kar sakte ho to pubg game khel sakte ho aur sabhi app ko 2 time use kar sakte ho 

To guys is application ko jayda gamer download karte hai kyun ki ek id se wo apna real id link kiye rehate hai aur virtual space me fake id link kar ke experiment karte rehte hai taki uski id ban na ho ok 
To guys ab baat kar lete hai top 5 virtual space kon kon se hai
1 virtual space
2 dual space 
3 multiple accounts
4 octopus
5 parallel space 

Guys aap ko Jo bhi application acha lage use aap Google se download kar sakte hai OK

Guys lekin jayda virtual space high graphics game ko support nahi karta is liye isi article ke niche me aap ko ek link milega aap use download kar sakte ho us me sabhi game support karega ye octopus ka modify version hai to aap use download kar sakte ho hai enjoy kar sakte ho
Best Virtual Space Download Link


33 thoughts on “What is virtual space || How To Use Virtual Space”

Leave a Comment